Wednesday, August 16, 2006

LONELY!!... so lonely

Main Aor Meri Tanhaye ... !i!i!i!
Rehtey hain saath saath mai aur meri tanhai
Kartey hain raaz ki baat mai aur meri tanhai
Din to guzar hi jata hai logon ki bheed mai
Kartey hain basar raat main aur meri tanhai

Saanson ka kya bharosa kab chod jaye saath
Laikin rahain gay saath main aur meri tanhai
Aaye na tumhe yaad kabhi bhul kar bhi hum
Kartey hain tumhe yaad main aur meri tanhai

Aa ke paas kyon door ho gaye hum se
Kartey hain teri talash main aur meri tanhai
Tum ko rakhainge saath zeenat bana kay ghar ki
Reh jaye phir na tanha main aur meri tanhai ..................

PAYAL...... AS ALWAYS

3 comments:

Mumbai, Maharashtra, India said...

well, i aint mch comfortable wid hindi poems .. but i read it {aldoh in a slow pace} lol .. n i think its nice ....... dil ki baat zubaaan pe! :P

Anonymous said...

(thinkin.. why are you feelin so lonely..) it was really a hurting poem...

Anonymous said...

how can u b so lonely wid me arnd u?